Showing posts with label Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi. Show all posts
Showing posts with label Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi. Show all posts

Tuesday, 10 December 2013

Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi

Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi

Phir Jo Honi Thi Meri Jaan Wo Ruswaayi Howi

Apni Nakaam Mohabbat Ka Na Yun Charcha Karo

Zakham Barh Jaye Ga Gar Is Ki Paziraayi Howi

Phir Zamanay Mein Kisi Ne Ose Dekha Na Suna

Tere Darbaar Mein Jis Shakhs Ki Shanwaayi Howi

Jab Teri Yaad Ko Koi Bhi Thikaana Na Milay

Meri Baahon Mein Chali Aati Hai Ghabraayi Howi

Qateel Shifai Poetry Mein Oska Dost Hun, Wo Aitraaz Karta Tha Magar Wo Baatain Bhee Mere Khilaaf Karta Tha Suna Hai Gir Ke Me...