Wednesday 11 December 2013

Hasrat-e-deed mein guzraan hain zamaney

Hasrat-e-deed mein guzraan hain zamaney 
kab se

Dasht-e-umeed mein gardaan hain dawaney
 kab se

Der se ankh mein utra nahin askhon ka azaab

Apne zimey hain tera farz najaney kab se

Kis tarah paak ho be-arzu lamhon ka azaab

Dard aya nahin darbaar sjanaey kab se

Sar Karo saaz ke cherrein koi dil sooz ghazal

Dhoondta hai dil-e-shoreeda bahaney kab se

Pur karo jaam ke shayed ho isi lahta rawaan

Rok rakha hai jo ik teer kazzaa ne kab se

Faiz phir kab kisi maktal mein karain ge abad

Lab pe veeran hain shaheedon ke fasaney kab
 se

No comments:

Post a Comment

Qateel Shifai Poetry Mein Oska Dost Hun, Wo Aitraaz Karta Tha Magar Wo Baatain Bhee Mere Khilaaf Karta Tha Suna Hai Gir Ke Me...