Bandh len hath pe sene pe saja len tumko Ji men ata he k tawez bna len tumko Hm sanwaren tumko barhata hwa dekhen tumko Q na angan men chanbeli sa saja len tumko Kbi khwabon ki tarhan ankh k parde men raho Kbi khwahish ki tarhan dil men basa len tumko He tmare lye kuch aisi aqedat dil men Apne hathon men duaon sa utha len tumko Jan dene ki b ijazat ni dete ho tum Wrna mrjaen to mar kar b mana len tumko Jistarhan rat k seene men he mhtab ka noor Apne tarek makanon men saja len tumko Ab to ek hi khwahish he ae WASI Kisi mor pr tm hm ko bikhre hwe mil jao to sanbhalen tumko. Itni shiddat se hmen tm pe pyar ata he, apni bahon main bharen mar hi dalen tmko.
Urdu poetry, Allama Iqbal poetry, Gazal, shehr, qathat, nazam , HAMD, wasi shah poetry, bulleh shah poetry
-
ALLAMA IQBAL Hamd by allama iqbal Khudi ka sarnahaan la ilaha ilallah Khudi ka taigh fasaan la ilaha ilallahYeh daur apne ibrahi...
-
(Bal-e-Jibril-142) Saqi Nama (ساقی نامہ) Saqi Nama Huwa Khaimazan Karwan-E-Bahar Iram Ban Gya Daman-E-Kohsar ...
-
(Bal-e-Jibril-124) Masjid-e-Qurtaba (مسجد قرطبہ) Masjid-e-Qurtuba (Haspania Ki Sarzameen, Bil-Khasoos Qurtaba Mein Lik...
-
(Bang-e-Dra-162) Jawab-e-Khizar ( جواب خضر) This poem is posted in two parts 1. Khizar-e-Rah ( Read Khizar-e-Rah ) 2. J...
-
(Bang-e-Dra-116) Shama Aur Shayar (شمع اور شاعر) Shama Aur Shayar (Feb 1912) Shayar Dosh Mee Gutam Ba Shama-e-Manzil-e...
-
Masjid To Bana Di Shab Bhar Mein Iman Ki Hararat Walon Ne (Bang-e-Dra-199-Book Complete) Masjid To Bana Di Shab Bhar M...
-
Utha Kar Phenk Do Bahir Gali Mein (Bang-e-Dra-196) Utha Kar Phaink Do Bahir Gali Mein Nayi Tehzeeb Ke Ande Hain Gande ...
-
(Bal-e-Jibril-176) Shaheen Shaheen Kiya Mein Ne Uss Khakdan Se Kinara Jahan Rizq Kanaam Hai Aab-o-Dana Bayaban Ki Khal...
-
Qateel Shifai Poetry Mein Oska Dost Hun, Wo Aitraaz Karta Tha Magar Wo Baatain Bhee Mere Khilaaf Karta Tha Suna Hai Gir Ke Me...
-
Qateel Shifai Poetry angrai par angrai leti hai rat judai ki tum kya samjho tum kya jano bat meri tanhai ki kaun siyahi ghol ra...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Qateel Shifai Poetry Mein Oska Dost Hun, Wo Aitraaz Karta Tha Magar Wo Baatain Bhee Mere Khilaaf Karta Tha Suna Hai Gir Ke Me...
No comments:
Post a Comment