Tuesday, 10 December 2013

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke

 Aanchal Ki Tarah

Uska Chehra Nazar Aata Hai 

Jheel Main Kanwal Ki Tarah
Baad Muddat Usko Daikha 

To Jism-o-Jaan Ko Yun 

Laga

Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi 


Baras Gaya Baadal Ki Tarah
Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar 

Rakh K Raat Bhar Jaga’uon

 Ga,
Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj


 Phir Sula Gaya Wo Kal Ki Tarah
,
Mere Hee Dil Ka

 Makee.n Nikla Wo 
Shakhs 


“Wasi”

Aur M


ein Shehar

 Bhar Me Dhundta Raha Usy 

Kisi Pagal Ki Tarah

No comments:

Post a Comment

Qateel Shifai Poetry Mein Oska Dost Hun, Wo Aitraaz Karta Tha Magar Wo Baatain Bhee Mere Khilaaf Karta Tha Suna Hai Gir Ke Me...