Wednesday 4 December 2013

Na hogaa yak bayaabaa.N maa.Ndagii se zauq kam meraa Mirza Ghalib

Na hogaa yak bayaabaa.N maa.Ndagii se zauq kam meraa
Mirza Ghalib 



na hogaa yak bayaabaa.N maa.Ndagii se zauq kam meraa
hubaab-e-mauj-e-raftaar hai, naqsh-e-qadam meraa



muhabbat thii chaman se, lekin ab ye bedimaaGii hai
ke mauj-e-buu-e-gul se naak me.n aataa hai dam meraa

No comments:

Post a Comment

Qateel Shifai Poetry Mein Oska Dost Hun, Wo Aitraaz Karta Tha Magar Wo Baatain Bhee Mere Khilaaf Karta Tha Suna Hai Gir Ke Me...